Hope
Kabhi kabhi aesi situation aati hai life me ke kuch bhi sahi nhi ja raha hota h hum alag alag cheeje try krte h pr kuch kaam nhi krti or hum sab me fail ho rhe hote hai.
Jab kuch new dikhta hai or hum usse try krte h to kuch samay tak wo sahi lagta hai or aesa lgta hai ki chalo ab sb thik ho jayega pr fir hum usme bhi tak har jaate h or chhod dete h.
Asal me kuch jyada chunotiyo ke karan aesa hota hai aesa sab ke sath nahi hota pr kuch log thoda jaldi har maan lete hai jese ki mai bhi inhi me se hu kaafi had tak.
Lekin asal me sara khel to ab suru hota hai or Hope sabd ka roll bhi, puri tarah harne ke baad bhi agar kisi tarah se kahi se kisi bhi tarah ki Asha ( Hope) jagti h to hum kisi bhi situation se bahar aa sakte hai or kuch bhi kar sakte hai .
Jab samay sahi na ho to sirf asha (Hope) hi hai jisse fir ek nayi suruwat ho sakti hai bas hame apni galtio se shikhte rehna hai or asha nhi chodni hai.
2 Comments
Good morning
ReplyDeleteBahot ache sir
ReplyDelete